Happy Raksha Bandhan 2022 SMS Messages in Hindi for bhai and behen

Check out latest Raksha Bandhan sms wishes, messages, whatsapp
messages, sms quotes, funny rakhi messages, special sms wishes for bhai
and behen:
Har Gali Phulo Se Saja Rakhi Hai,
Woh mere karib Thi
Fir woh mere paas aayi
Aur Thodi si ghabraayi
Jab meine uska haaTh pakada
Toh woh Thodi si sharmaayi
Usne kaha aaj hum
Aise bandhan me bandh jaaye
Jise duniya ki
Koi TaakaT na T0d paaye
Usne mera haaTh
HaaTho me lekar kaha
Yeh toh janam janmo
Ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
Woh Saawan ka mausam
Woh poonam ki raaT
Yeh To Raksha Bandhan hai!”
***Happy Raksha Bandhan***
Kaamyabi tumhare kadam chume,
Khushiyan tumhare charo aur ho,
Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,
tum mujhe kuch to commission do!
To my extremely lovable (but kanjoos) brother…
Just kidding as always.
“Happy Raksha Bandhan.”
Bachpan ki wo bheeni smritiyan
Lekar aaya Rakhi ka tyohaar
Baat-baat par wo roothna mera
Sneh tumhara jyun babul ka pyaar
Mubarak ho Bhaiya tumhein
Raksha Bandhan ka ye tyohaar
Roli hui
Rakhi hui
Aur hui mithayi
Ab to mera uphaar de do
Mere pyaare bhai!
Happy Raksha Bandhan!
Rishta hum bhai bahen ka,
kabhi mitha kabhi khatta,
Kabhi ruthna kabhi manana
Kabhi dosti kabhi jhgda
Kabhi rona aur kabhi hasna,
yeh rishta hai pyaar ka
Sabse alag sabse anokha.
Aaj tilak kyun hai beranga sa
Aaj kalayi kyun hai suni si
Mithai bhi aaj phiki si lagti hai
Mere payare Bhaiya
Missing You on this auspicious occasion of Raksha Bandhan
If you have any other special Raksha Bandhan 2017 sms messages for our readers then please share in the comments below.
No comments:
Post a Comment